Kash koi hum par bhi pyaar jatata,
Humari ankho ko apne hatho se chupata,
Hum jab puchte kaun ho tum,
Muskurakar vo apne aap ko humari Jaan batata

0 comments